Wednesday 22 July 2015

राजस्थान डाक परिमंडल में डाकघरों / रेल डाक सेवा कार्यालयों में 
1. ग्रामीण डाक सेवक पदों पर अनुबंध हेतु विज्ञप्ति 
2. पोस्टमैन एवं मेल गार्ड पदों पर भर्ती हेतु विज्ञप्ति 
3.एम टी एस (MTS) पदों पर भर्ती हेतु विज्ञप्ति

 आवेदन ऑनलाइन आमंत्रित है

अधिक जानकारी के लिए click करें www.rajpostexam.com

191 comments:

  1. sir,exam kab h postman and mts ka

    ReplyDelete
  2. sir,exam kab h postman and mts ka

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. plz sir tell me about examination date of mts and postman

    ReplyDelete
  5. plz sir tell me about examination date of mts and postman

    ReplyDelete
  6. 27 September 2015 ko exam hai postman/ mailguard ka

    ReplyDelete
  7. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  8. Sir total kitne aawedan hue hai
    Postman bharti ke liye

    ReplyDelete
  9. sir gds ka exam kb h plz....miss call 8094397453

    ReplyDelete
  10. सर पोस्टमेन की मेरिट कितने अंक तक जा सकती है

    ReplyDelete
  11. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  12. Beta key aane de 94 pata lag jaenge ....

    ReplyDelete
  13. maine book se sbi question mila liya h. milane ke bad 94 aa rha h.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Konsi book se milaye....yaha pe bhi answer share kardo me bhi mila lu jara

      Delete
  14. Mere 89- 90 Aa rahe hai
    koi Chance hai kya

    ReplyDelete
  15. G.k. kee answer key
    SET B
    1.ऋगवेद मे सबसे जायदा स्तोत्र किस देवता को है
    इंद्र
    2.बाल गंगाधर द्वारा कोनसी साप्ठाहिक पत्रिका शुरू
    केसरी
    3. पुर्न स्वराज की मांग कंग्रेस द्वारा की गई
    लाहोर
    4. हमारे सन्विधान का भाग IV - A संबधित है
    मूल कर्तव्य
    5. राष्ट्रपति राज्यसभा के लिये कितने सदस्या मनोनित करता है
    12
    6. प्राकृतिक धागा प्राप्त होता है
    कपास
    7. लाल रक्त कनिकाये बनती है
    अस्थीमज़ा
    8. सूरज की हानिकारक किरणो से रक्षा करती हाय
    ओज़ोन
    9 चेयरमेन को हटाने की मांग की गयि
    पुणे
    10. विश्व उपभोक्ता अधिकार दिवस
    15 march
    11. काज़िरन्गा है
    असम मे
    12.पानी के जमाव की आवस्यकता होती hai
    चावल
    13. विशूवत रेखा पर
    अधिक ताप व अधिक वर्षा
    14. भिन्न की पहचान
    नखलीस्थान
    15. दिली चलो का नारा
    बोश ने
    16. निम्न मे सही है
    A फेसबूक व twiterr सामाजिक नेट्वर्क
    17. बुधवार
    18. 14
    19. मिर्च
    20. (C)
    21. लोकसभा को भंग कर सकता हु
    anu. 85
    22. अनू. 370
    23. Gdp in 2014-2015
    7.3%
    24. भारत की जनगणना है
    15 वीं
    25. राष्ट्रीय विकाष परिषद का adyaksha होता
    प्रधानमंत्री
    ( D) इनमे से कोई नही

    ReplyDelete
  16. Hmm good yrr pakka hai aapka to.......last year jaisa hi tha paper or balki thoda hard tha last year se to dekho aab cut off kya jati he.....last year 82 gayi thi general ki

    ReplyDelete
  17. English kee kisee ke paas key hai to wo
    Kripya net par daale

    ReplyDelete
  18. Arre key kaha hai.....rajpostexam pe to dikh nahi rahi mujhe

    ReplyDelete
  19. Abhi jaaree nahi hui hai abhi answer key

    ReplyDelete
  20. Ho gayi paper me aaya hai bhai ....uploaded now check it

    ReplyDelete
  21. Haa yaar
    download nahee ho rahee hai

    ReplyDelete
  22. Hmm uploading.............bhai aapne postman ke liye apply kiya hai or mailguard ke liye????

    Pichle bar bhi dono me se ek hi post pe apply kr sakte the ya ye sirf iss bar hi kiya hai?????

    ReplyDelete
  23. Haa
    kewal postman ke liye hee mene apply kiyaa hai
    kewal ek hee post ke liye apply kar sakte the iss baar
    postman ya
    mailguard

    ReplyDelete
  24. Kab tak upload ho jaayegee answer key
    website par
    abhi tak to wo khool bhi nahee hai

    ReplyDelete
  25. Kevel iss bar hi alag alag aavedan hue hai na????????

    Mere official key se 81 ho rahe hai mene mailguard ke liye apply kiya tha kya chance hai bhai

    ReplyDelete
  26. Answer key se mere 85 ban rahe hai
    koi chance banega kya
    dosto

    ReplyDelete
  27. Kya koi sahi me bats sakta hai ki last year Jo exam hua tha postman or mailguard ka ussme aavedan Dono post ke liye alag alag krna tha ya fir ek hi aavedan krna tha or preference deni thi dono post ko...............ye iss bar first time hi bharaye gaye hai na alag alag?????????plz batao thanks

    ReplyDelete
  28. Ush बार भी अलग अलग ही फ़ार्म भरे गये थे भाइ
    मेने खुद वो फ़ार्म भराया था

    ReplyDelete
  29. OK mera koi chance nhi 81 pe ......mailguard me ....general .......aapka 85 pe postman me ho jaega pakka ...

    ReplyDelete
  30. Bhai chance ban sakta hai
    ish baar postman ya mailguard kee merit 80 se upar jaatee nahee deekh relahee hai
    paper tuff tha hindi english GK. Maths kuch bhee aasaan nahee tha
    minimum ek me.yadee 5 galt mano tab bhee
    merit 80 se upar nahee jaatee deekh rahee hai
    so aap result kaa intzaar kare

    ReplyDelete
  31. OK bhai thanks ....paper to tuff hi tha yrr magar meri khud ki galtiyo ki wajah se 3-4 simple question galat ho gaye .....chalo koi bat nhi yrr result to jaldi hi aata he isska 20-25 din me pata chal hi jaega

    ReplyDelete
  32. Bhai tum kisee Ko jaante ho jiske postman 85+ aa rahe ho
    bhai meree dhadkan tez hone lagee hai
    bhai bahoot mehanat kee thee

    ReplyDelete
    Replies
    1. mere 92 keysheet se aa rhe h. hoga ki nhi. mts ka form fill kiye ho

      Delete
    2. Aapkaa to ho gaya pakka
      mts kaa nahee bharaayaa hai mene

      Delete
  33. Ho jaega aapka sure ........has ye batao ki last year ka easy tha paper ya iss year ka ....

    ReplyDelete
  34. Kyuki mene last year nahi diya tha to mujhe pata nhi ki kya scene hai

    ReplyDelete
  35. Last year kaa easy tha abakee baar se

    ReplyDelete
  36. Result kab tak aa jaayega postman kaa
    15 tarik aajayega kyaa

    ReplyDelete
  37. Pichli bar to 26 din me aagaya tha iss bar key to bdi jaldi aagai to dekho aab result bhi 15-20 din me aahi jaega

    ReplyDelete
  38. November me to posting mil jaega .....

    ReplyDelete
  39. Prabhu bhai aapke friends ke kitne kitne marks aarahe hai ??????? Kya seen hai abhi cut off ka iss bar to log yaha pe bhi active nhi hai has aapke or mere alava koi active nhi he iss blog pe

    ReplyDelete
  40. Sabse jayda no mere alawaa ek dost ke 80 ke aas paas aa rahe hai
    or bakkee sab to sab isase bhee neeche hai

    ReplyDelete
  41. Bhai aapna whatsupp number pranav20792@gmail.com pe send krdo ....wahi pe bat krte hai....

    ReplyDelete
  42. Whasapp no. Send kar diye hai bhai pranav

    ReplyDelete
  43. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  44. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  45. 85%
    Or aapke jitendra singhjee kitne ban rahe hai
    1-2 dino me aa jayegee revised answe key

    ReplyDelete
  46. Mere 84 hai general me. Aapko kisi question ki aapti h kya

    ReplyDelete
  47. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  48. Nahee chaand wala syllabus se hai
    Bhai
    Alankar se hai
    Or alankaar kaa to thaa syllabus me bhai

    ReplyDelete
  49. Kyaa aapne objection jataayaa tha

    ReplyDelete
  50. Matlab kyaa mail bhejaa thaa question kaa

    ReplyDelete
  51. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  52. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  53. Haa mene karaai hai Do questionon pe

    ReplyDelete
  54. Mere hisaab se to key is right

    ReplyDelete
  55. Ek hindi smaas wala
    Deshmukh w jitendriya
    English me
    One who knows foreign language

    Bhai aapke se cut off kya rahegee kya

    ReplyDelete
  56. सीरिज B प्रशन संख्या
    82. देशमुख , जितेन्द्रिया में कौनसा समास है
    इन दोनों मे तत्पुरुष समास है
    देश्मुख = देश का मुख
    जितेन्द्रिय= इंद्रियों को जीतने वाला
    विकल्पों में तत्पुरुष समास है ही नहीं

    ReplyDelete

  57. प्रशन पुस्तिका सीरिज B के प्रशन संख्या =
    63. A person who knows many foreign languages, is called
    आपने उत्तर दिया है (C) Polyglot
    बल्कि इसका एक उत्तर (B) Liguist भी होगा
    क्योंकी दोनों का ही अर्थ "बहूभाषाविद" है
    क्ृ कृपया।इसे सही करे और इसमें (B) व (C) दोनों विकल्प सही माने जाये

    ReplyDelete
  58. Prabhu ji you are correct .aapne aur mene to same answer diya hai. Aap ne right kiya h thanks bhai.

    ReplyDelete
  59. Hmm result thoda late ho sakta hai iss bar kyuki pehle aapatti ka nistaran karenge fir USS key se omr check hogi to dekho aab kya hota he...

    ReplyDelete
  60. Last time to key me koi sudaar nahi hua tha . dekho abki baar hota h ki nahi.how many postman salary.

    ReplyDelete
  61. 119% DA ke sath ....3200 TA including 23000
    Or TA nhi bhi mila to bhi 20000 7th pay me to or maje hojaenge

    ReplyDelete
  62. Bhai ek baat bata. Result aane ke kitne din baad joining milti h mere paas duplicate document h board se nikale hua wo chalege ki nahi.

    ReplyDelete
  63. 7th pay me 25000 ke aas pass milegee

    ReplyDelete
  64. November me posting lagbhag

    Bhai jitendra ek batao ki aapke kisi friend ne mailguard ka bhara hai kya ....or agar bhara hai to kitne marks aarahe hai

    ReplyDelete
  65. result aane.ke Turant baad start ho jayega verification sabhee document original hee chalenge

    ReplyDelete
  66. Pranavji mailguard ka to nahi bara but mailguard ki merit jayada rahi h last time be.

    ReplyDelete
  67. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  68. Aapke hisaab se postman ki merit. Kitni rahegi

    ReplyDelete
  69. Postman ki to wahi 80-85 maximum........ Mere mailguard me 81 hai koi chance banta hai kya bhai

    ReplyDelete
  70. Aap general me ho to bhai 81me number aa bhi sakta h or nahi bi ye to final answer key per depend karta h. Last time 84 thi general mailguard ki dekho abki baar kitni jati h because paper is tuff so merit is chance80

    ReplyDelete
  71. Hmm iss bar mailguard ki 12 post bhi hai so dekho yrr....

    ReplyDelete
  72. Plz sir upload questions paper

    ReplyDelete
  73. Mere hisaab se to final answer key nahi aayegi.

    ReplyDelete
  74. Aaegi yrr abhi nhi to result ke sath magar aaegi zarur

    ReplyDelete
  75. Bhai last time to nahi aai thi key

    ReplyDelete
  76. Last time.nahee aayee thee
    lekin ish baar aayegee yadee.naa aatee to
    questiono kee aapatti nahee maangate
    mere yarrr

    ReplyDelete
  77. Prabhuji aapti to last time be mangi thi . mene darj bi karwai thi lakin kuch nahi hua.

    ReplyDelete
  78. Hmm yrr chodo result ka wait karo

    ReplyDelete
  79. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  80. Final answer key kub aa rahi h.

    ReplyDelete
  81. Result ke sath hi aaegi aab to result me Jada din nhi bache hai 20-25 tak aajana chaiye

    ReplyDelete
  82. Pranavji mene to phale hi kaha tha ki phale result hi aayega. Final answer key nahi aayegi

    ReplyDelete
  83. U r right
    result pahle aayegaa
    koi answer key nahee aayegee
    kyonkee answrr key 100% correct hai

    ReplyDelete
  84. Prabhuji aap sahi kah rahe ho.answer key is 100% correct h bhai.

    ReplyDelete
  85. Bhai kisi ke85 se above aa rahe h kya?

    ReplyDelete
  86. Abhi tak to nhi dikhe lekin .......honge zarur hmm lekin highest marks 90 se uper to nhi honge paper itna bhi easy nhi tha .........baki iss bar seats 155 hai last year 288 thi so cut off ka kuch sahi se samajh nhi aaraha

    ReplyDelete
  87. Jitendra kumar अपना मोबाइल नंबर दो

    ReplyDelete
  88. OK 92 then share ur roll no.result aane pe check karenhe aapka number..... Sach bol rahe ho to share karo

    ReplyDelete
  89. Jitendra Kumar ji please send your roll no. Because your selection is sure. Pranavji aap sahi bol rahe ho ager wo roll no nahi bejta h to jut bol raha h

    ReplyDelete
  90. 92 होता ना
    तो भाइ ये
    कब का m.n. लिख देता

    ReplyDelete
  91. @rakesh Kumar....aapke kitne hai....75-80 tak jaegi sc ki.....expected

    ReplyDelete
  92. what about st cutt off ???
    anyone hv some guess ???

    ReplyDelete
  93. मेंने एक पोस्टमेन से सम्पर्क किया था
    वो तो यही मेरिट बता रहा था
    सो 25 तारिक तक वैट karo

    ReplyDelete
  94. Thanks prabhuji for your suggestion.

    ReplyDelete
  95. mere to 72 ban rahe h koi chance h kya obc me

    ReplyDelete
  96. Bhai 72 me to bhai bahoot kam chance hai

    ReplyDelete
  97. Last year reasoning aayi thi kya?

    ReplyDelete
  98. Last time 3 question te abki baar reasoning ke bi4 question te charo easy the.

    ReplyDelete
  99. Sahi kaha jitnedraji ne
    lekin reasoning kaa ek question hard thaa

    ReplyDelete
  100. For any enquiry
    please contacy 9660228687
    jitanee ho sakegee utanee madad karoonga

    ReplyDelete
  101. Aap sab idiot ho, merit aur cut off ka koi difference nahi pata h. Koi b postal exam me cut off nahi hota h. Suppose general k 150 seat h to highest wala 1st par aur last wala 65 h to 150 karke aatagayega.ok

    ReplyDelete
  102. 2014 postman exam me koi b mark display nahi kiya tha merit me. Baki sab state me mark show kiya tha merit list ke sath.visit india post web site to clarify your dout.

    ReplyDelete
  103. If some one scoring 85 marks above they should prepare for ias exam. Poatman bankar zindgi bhar bag dhote rah jawoge

    ReplyDelete
  104. Abe idiot to tum dono ho Jo faltu bakwas krte ho .......lagta hai naye naye competition me aaye hai pata nhi ki kitna competition hai aajkal.......railway group D me bhi 95+ jati hai cut off kyuki waha highly qualified log aajate hai usi tarah yaha pe bhi highly qualified hi select hoga.......

    ReplyDelete
  105. Or rahi baat 85 wale ki IAS ya RAS banne ki to rehne do bhai uss level se issko compare mat karo .......ras IAS me Jo padhna padta hai vo aapko samajh nhi aaega......anyways issme to merit 80+ hi jaegi

    ReplyDelete
  106. Pranavji you are right saying. Abhi ye competition ke baare me nahi jante

    ReplyDelete
  107. Shree ram krishanaa kisee samajhdhar aadami se ray lo
    or esee comment karne se bacho

    ReplyDelete
  108. Sach kah rahe ho mene bahut mehnat karne ke bad bhi 78 Hi score kar paya

    ReplyDelete
  109. Ohk to kya lagta hai manish aapko kya jaegi merit

    ReplyDelete
  110. Seats kam hai isliye gen. 85 to jayegi hi

    ReplyDelete
  111. GEN 83 OBC 79 SC 76 ST 77 EX 60

    ReplyDelete
  112. Manish balyan
    अपने मोबाइल नंबर देना
    और आप के कितने marks Ban rahe है
    share Karo

    ReplyDelete
  113. Wrong prediction @manish......gen obc me itna difference nhi rahega Jada se Jada 1-2 number

    ReplyDelete
  114. Pranavji u are right saying. If someone give mts paper please send me on my what up no.9785894554

    ReplyDelete
  115. bhai ye result jab tak aayega

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai 20 tak aajana chahiye...lagbhag...

      Aapke kitne ho rahe hai bhai????

      Delete
  116. Manu bhardwaz कृपया आप ये बताये की
    cut off क्या rah सकती है
    gen व obc की

    ReplyDelete
  117. और आपके कितने marks बन रहे ये भी bataye
    मनु भारद्वाज

    ReplyDelete
  118. Mere Postman Exam me 75% number aa rahe he...SC me hu...kya chance ban Sakta he kya..

    ReplyDelete
  119. i think around 83-84 for grneral nd other category k cutoff m jyada difference nhi hoga

    ReplyDelete
  120. m gettin 80 exact nd no chance
    bhaiyo kisi ko gds ki exam date ka idea h kya
    and wo job kaisi h, kabhi bhi nikal dete h kya

    ReplyDelete
  121. Hmm bhai temporary hai GDS to........bhai 80 pe 50-50% chance hai......

    ReplyDelete
    Replies
    1. bhai postman m district prefrence mangi h phir toh alag alag cutoff jani chahiye

      Delete
    2. gds temporary toh h but i think wo unhe permanently rakhte h

      Delete
    3. Bhai mere 81 hai general me .....magar mene mailguard ke liye apply kiya hai....

      Delete
  122. हा मनु यू आर राइट
    obc में 85 है मेरे क्या में sure हू postman में

    gds का exam i think
    nov. के last वीक में ho सकता है

    ReplyDelete
  123. नहीं मेरिट एक ही रहेगी
    पिछली बार की तरह

    ReplyDelete
  124. हा gds को hatate नहीं है
    peramamemt है

    ReplyDelete
  125. Salary
    6000 ता - 9000 rs. Per month
    for GDS

    ReplyDelete
  126. prabhu 90 percent sure h but agar paper hi out ho gye ho then keh nhi sakte

    ReplyDelete
  127. postal assisant ka exam jaun kaun de rha h nd uski cutoff gen ki kya umeed h

    ReplyDelete
  128. Thank u manu
    postal assistant kaa में दे रहा हूं
    मेरे 4-5 दोस्त है वो भी दे रहे है
    i think gen merit 60-63% no. आये तो उनका फाइनल मेरिट में नंबर आ सकता है
    54-56% merit ही रहेगी type test के लिये योग्य होने के लिये
    फीर में कोई iswar नहीं हूं कुछ फेरबदल हो सकता है

    ReplyDelete
  129. Hmm vo to hai magar iss bar SSC karwa raha hai so....vo aab Jada tough hogaya hai....60% banana bhi badi baat hai ussme dekho aab kaisa paper aata hai iss bar ...last year 128 cut off gayi thi iss bar 115-120 chalo jaegi jaha tak hai..

    ReplyDelete
  130. Manu mene ssc k hisaab se hi merit batayi hai

    ReplyDelete
  131. Bhai ssc ka 10+ 2 hai kya postal assistant

    ReplyDelete
  132. Yes 10+2 hi to hai PA SA ...

    ReplyDelete
  133. नहीं ssc 10+2 का मतलब p.a. नहीं है
    balki ssc है ना वो 10+2 के जरिये पोस्टल असिसटेन्ट की भर्ती 3523 पदों पर कर रही है
    इसके अलावा ssc ldc व data entry operator की
    लगभग 3000 पदों पर इसके साथ ही भर्ती कर रही है

    ReplyDelete
  134. kisi ko gds ka syllabus pta h kya

    ReplyDelete
  135. हा पता है gds का syllabus
    अपनी मैल id दो भेज देता हू

    ReplyDelete
    Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete
  136. 5-6 din me aajana chahiye...

    ReplyDelete
  137. 25 तक आ जाना चाहिये resUlt

    ReplyDelete
  138. result 27/10/15 ko aaraha hai

    ReplyDelete
  139. result 27/10/15 ko aaraha hai

    ReplyDelete
  140. आपको कैसे पता कि 27/10/2015 को हि postman का result आयेगा ?
    manish baylan

    ReplyDelete
  141. Mera nahi hoowa obc me 85 the mere

    ReplyDelete
  142. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  143. Postman mail guard ka result aa gaya hai
    Cut off ek do din me aa jayegi

    कोई ऐसा जिसका selection mail guard में हुआ है
    और mail guard के job के बारे मे कुछ भी पुछना हो
    तो पुछे

    ReplyDelete
  144. Cut off
    Mere hisaab se 90+ rahi hogi

    ReplyDelete
  145. Mere mailguard me 81 the general se .....bhai batao kya hua iss bar paper hard tha pichle bar se or post bhi 12 thi so kya seen hai bhai......k itni cut off gayi hogi

    ReplyDelete
  146. Or mujhe to ek baat samajh nhi aarahi ye sab ....Jo bhi select hue hai. Saare 140 series wale kaise hai kya sab ek hi district wale select hogae.....kuch to locha hai.....

    ReplyDelete
  147. Phichli bar mail guard ki cut off 184 gen me gai thi

    Jabki form offline tha
    Is bar to online tha
    Other state walo ne bhi bara hoga
    To cut off 90 + jane ke maximum chance hai

    ReplyDelete
  148. Aapke kitne marks hue hai @ pavan....mere to 81% hi the yrr ....

    ReplyDelete
  149. Bhai 86 me general me nahi hua

    ReplyDelete
  150. 1-2 din me aaegi yrr .....aabki bar kuch locha hua hai ...waise post bhi kam thi iss bar....

    ReplyDelete
  151. @pavan bhai mailguard ka kya work hota hai .....kaisi job hai kya salary hai total batao....

    ReplyDelete
  152. train me mail le jana hota hai
    ek sath 150 se 300 bag de dete hai
    chalti train me unki shorting karo
    list banao aur wo bhi akele

    agle station par bag do aur lo

    respectable job nahi hai

    salary 20000 ke around hai

    ReplyDelete
  153. Bhai office me nhi lagate hai.kya....hmm respectable job nhi hai tab bhi dekho yrr iss year kya hua 12 post thi tab bhi itni Jada cut off chali gayi ....chalo bhai aab to dusre exam ki preparation krta hu nhi to next time fir se try krenge.........mujhe to laga tha 81 enough hai ...next time aab kab tak aaegi ye vacancy......

    ReplyDelete
  154. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete